Singers - Kanika Kapoor,Dipanshu Pandit
Music - Sanjeev Darshan
Lyrics - Kumaar
Film - NH10
Kaanch Ki Neend Aai
Patthar Ke Khaab Laai
Kaanch Ki Neend Aai
Patthar Ke Khaab Laai
Jane Rab Jane Kab
Zakhmon Se Mil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chithhi Jave, Na Jave Sandesha
Sajan Gayaa Kisu Desh
Patthar Ke Khaab Laai
Kaanch Ki Neend Aai
Patthar Ke Khaab Laai
Jane Rab Jane Kab
Zakhmon Se Mil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chithhi Jave, Na Jave Sandesha
Sajan Gayaa Kisu Desh
Tute Dil Ki Jagu Bhi Nahin Sunta
Na Hi Sune Darvesh
Tukda Tukda In Saanson Ka
Seene Mein Hai Bikhra Padaa
Tukda Tukda In Saanson Ka
Seene Mein Hai Bikhra Padaa
Sookha Huaa Samundar
Hai Aankhon Ke Andar
Dhadkan Chalegi Kaise
Dil Mein Chubhe Hain Khanjar
Dinu Kaale Kaale Lage
Lagti Hai Kali Kali Raina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Kaanch Ki Neendu Aai
Patthar Ke Khaabu Laai
Kaanch Ki Neendu Aai
Patthar Ke Khaabu Laai
Jane Rabu Jane Kabu
Zakhmon Se Mil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Na Hi Sune Darvesh
Tukda Tukda In Saanson Ka
Seene Mein Hai Bikhra Padaa
Tukda Tukda In Saanson Ka
Seene Mein Hai Bikhra Padaa
Sookha Huaa Samundar
Hai Aankhon Ke Andar
Dhadkan Chalegi Kaise
Dil Mein Chubhe Hain Khanjar
Dinu Kaale Kaale Lage
Lagti Hai Kali Kali Raina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Kaanch Ki Neendu Aai
Patthar Ke Khaabu Laai
Kaanch Ki Neendu Aai
Patthar Ke Khaabu Laai
Jane Rabu Jane Kabu
Zakhmon Se Mil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chil Gaye Naina
Lyrics Posted By Rey
