Singers - Atif Aslam
Composer/Producer - Arko Pravo Mukherjee
Lyrics - Arko Pravo Mukherjee
Film/Album - Baaghi 2
Allah Mujhe Dard Ke Kaabil Bana Diya
Toofan Ko Hi Kashti Ka Saahil Bana Diya
Bechainiyan Samet Ke Saare Jahaan Ki
Jab Kuch Na Ban Saka To Mera Dil Bana Diya
Oh Saathi
Tere Bina
Raahi Ko Raah Dikha Na
Oh Saathi
Tere Bina Haa
Saahil Dhuaan Dhuaan
Toofan Ko Hi Kashti Ka Saahil Bana Diya
Bechainiyan Samet Ke Saare Jahaan Ki
Jab Kuch Na Ban Saka To Mera Dil Bana Diya
Oh Saathi
Tere Bina
Raahi Ko Raah Dikha Na
Oh Saathi
Tere Bina Haa
Saahil Dhuaan Dhuaan
Aankhein Moonde To
Jaane Kisey Dhoondhe
Ki Soya Jaaye Na
Ki Soya Jaaye Na
Kisey Dhoondhe
Ye Khwahishon Ki Boondein
Ki Soya Jaaye Na
Ki Soya Jaaye Na
Maano Nindiya Piroya Jaaye Na
Maano Nindiya Piroya Jaaye Na
Allah Mujhe Dard Ke Kaabil Bana Diya
Toofan Ko Hi Kashti Ka Saahil Bana Diya
Bechainiyan Samet Ke Saare Jahaan Ki
Jab Kuch Na Ban Saka Toh Mera Dil Bana Diya
Oh Saathi
Tere Bina
Raahi Ko Raah Dikha Na
Oh Saathi
Tere Bina Haa
Saahil Dhuaan Dhuaan
Jaane Kisey Dhoondhe
Ki Soya Jaaye Na
Ki Soya Jaaye Na
Kisey Dhoondhe
Ye Khwahishon Ki Boondein
Ki Soya Jaaye Na
Ki Soya Jaaye Na
Maano Nindiya Piroya Jaaye Na
Maano Nindiya Piroya Jaaye Na
Allah Mujhe Dard Ke Kaabil Bana Diya
Toofan Ko Hi Kashti Ka Saahil Bana Diya
Bechainiyan Samet Ke Saare Jahaan Ki
Jab Kuch Na Ban Saka Toh Mera Dil Bana Diya
Oh Saathi
Tere Bina
Raahi Ko Raah Dikha Na
Oh Saathi
Tere Bina Haa
Saahil Dhuaan Dhuaan

